Mahadev Ke Deewane Lyrics sung By Hansraj Raghuwanshi

MAHADEV KE DEEWANE LYRICS – Hansraj Raghuwanshi

Category: 📁 Hansraj Raghuwanshi
🔄 Updated On: 22/02/2022
⏱️ 3 Min Read | 📝 417 Words

(Song and Lyrics Credit By Original Author)

Mahadev Ke Deewane Lyrics sung By Hansraj Raghuwanshi is Latest Mahashivratri Song (God Hindi Trick) Hindi Devotional Song (2022). Mahadev Ke Deewane song lyrics are Written by Amit Chandel, Hansraj Raghuwanshi and its music given by Hansraj Raghuwanshi.

Mahadev Ke Deewane Lyrics sung By Hansraj Raghuwanshi

The Music Video Director by Satish Thakur while “Mahadev Ke Deewane” Music and features by Rahul Rudra Puri, Hansraj Raghuwanshi. The Music Video Release on 22 February, 2022. The Music Video Label T-Series.

Mahadev Ke Deewane Song Lyrics Details

Song: Mahadev Ke Deewane
Singer: Hansraj Raghuwanshi
Lyrics by: Amit Chandel, Hansraj Raghuwanshi
Composer : Hansraj Raghuwanshi
Music : Ricky T Giftrulers
Generic : Mahashivratri Song (God Hindi Trick)
Music Label : T-Series

Play Online
Mahadev Ke Deewane Lyrics – Hansraj Raghuwanshi

Om Shiv Om

Hum Deewane Mahadev Ke Hum Deewane
Hum Deewane Mahadev Ke Hum Deewane
Hum Deewane Mahadev Ke Hum Deewane
Hum Deewane Mahadev Ke Hum Deewane

Ho Teri Maaya Na Jaane Baaba
Hum Hai Tere Deewane
Re Baaba Tere Deewane
Re Bhole Tere Deewane

Hum Deewane Mahadev Ke Hum Deewane
Hum Deewane Mahadev Ke Hum Deewane

Jo Ganga Ko Sar Se Hai Bahaate
Uske Deewane
Jo Naag Ko Hai Gale Sajate
Uske Deewane

Jo Masti Mein Damru Hai Bajate
Uske Deewane
Jo Tandav Bhayankar Hai Machate
Uske Deewane

Ho Teri Maaya Na Jaane Baaba
Hum Hai Tere Deewane
Re Baaba Tere Deewane
Re Bhole Tere Deewane

Hum Deewane Mahadev Ke Hum Deewane
Hum Deewane Mahadev Ke Hum Deewane

Namami Shamishan Nirvan Roopam
Vibhum Vyapakam Brahma Veda Swaroopam
Nijam Nirgunam Nirvikalpam Nireeham
Chidakaash Maakash Vaasam Bhajeham

Nirakaar Omkar Moolam Turiyam
Giragyaan Goteet Meesham Girisham
Karaalam Mahakaal Kaalam Kripalam
Gunagaar Sansaar Paaram Naatoham

Jo Raakh Ko Tan Par Hai Ramate
Uske Deewane
Jo Vish Ko Bhi Hai Pee Jaate Hum
Uske Deewane

Jo Kailaash Ke Raaja Kehlaate
Uske Deewane
Jo Shamshano Mein Dera Lagate
Uske Deewane

Ho Teri Maaya Na Jaane Baaba
Hum Hai Tere Deewane
Re Baaba Tere Deewane
Re Bhole Tere Deewane

Hum Deewane Mahadev Ke Hum Deewane
Hum Deewane Mahadev Ke Hum Deewane

Jo Bel Patra Se Khush Ho Jaate
Uske Deewane
Jo Din Dukhiyon Ke Dukh Ko Mitate
Uske Deewane

Jo Manchaha War De Hai Jaate
Uske Deewane
Jo Aughad Dani Hai Kehlaate
Uske Deewane

Ho Teri Maaya Na Jaane Baaba
Hum Hai Tere Deewane
Re Baaba Tere Deewane
Re Bhole Tere Deewane

Hum Deewane Mahadev Ke Hum Deewane
Hum Deewane Mahadev Ke Hum Deewane
Hum Deewane Mahadev Ke Hum Deewane
Hum Deewane Mahadev Ke Hum Deewane

Mahadev Ke Deewane Lyrics Written By:
Amit Chandel, Hansraj Raghuwanshi

Watch “Mahadev Ke Deewane Lyrics” Video Song

About This Article

Reviewed By Music Research Team
Content Type Song Meaning, Translation, Background & Educational Analysis
Published 22/02/2022
Last Updated 22/02/2022
Reading Time 2 min read
Article Purpose Provide educational analysis, song meaning, translation, artist information, and verified music facts.

Sources

This article has been prepared using publicly available music information and reliable editorial references. Song details, artist information, and album metadata have been verified using the following official and trusted sources whenever available.

Copyright Notice

Editorial Policy

Our editorial team researches every article using reliable music databases, official artist information, album credits, and trusted industry resources. Every page is reviewed for originality, accuracy, and compliance with copyright regulations.

Share this song:

S. Makur

About the Author: S. Makur

📍 West Bengal, India

Owner and lead writer of this platform. S. Makur specializes in decoding song meanings, translating global lyrics, and analyzing the deep subtext behind the music you love.